Seo guru Page 2

Q1. SEO kya hai?
SEO (Search Engine Optimization) ek process hai jisme website ko Google jaise search engines par top ranking dilayi jaati hai.
Q2. SEO kyu zaruri hai?
SEO ke bina website easily users tak nahi pahunchti. Ye free traffic aur credibility badhata hai.
Q3. SEO me kitna time lagta hai results dekhne me?
Generally 3–6 months lagte hain noticeable results aane me, depend karta hai competition aur strategy par.
Q4. On-page aur Off-page SEO me kya difference hai?
On-page SEO = website ke andar optimization (content, title, keywords).
Off-page SEO = backlinks aur promotion website ke bahar.
Q5. Kya SEO ek baar karne ke baad khatam ho jaata hai?
Nahi, SEO ek continuous process hai. Regular updates aur optimization zaruri hai.
Q6. Beginners SEO kaise start karein?
Keyword research seekhen, quality content likhen, title/meta optimize karein aur gradually backlinks banayen.
Comments
Post a Comment